Vah jab bhi mujhe dikha,har Bar dikha. Uski aakhen hi bolti hain vah nhi bolta. Vah mujhse kuch kahta chahna hai sada, Vah nhi kahta uski aakhen hi bolti hain. Uski aankhe nhin hain jaise ho sagar koi Lahron najaron hain usme bina Aawaz ki Shore jaise sab gaya hai hai bas pani-pani Vah nahi kahta uski aakhen hi bolti hain. Kuch toh huaa hai uske sath vah kahta nhi. Chuchap pass aakar mujhe dekhta hai bas. Uska gamgin sa chehra mujhe rulata sa hai. Vah nahi kahta uski aakhen hi bolti hain. Aaj vah fir aaya hai mere pas abhi abhi, Mere sabar ka bandh ab tut raha hai Mai puchti hu ki kya huaa batao to sahi , Vah nhi kahta uski aankhe hi bolti hain. Vah ek briksh ki chhanv mein Khada hai, Aankhon Se Nadi Bahar Nikali hai aaj. Apne Ankh Mein Sama liya hai use aaj main Uski Aankhen Nahin vah bol raha hai aaj . Aaj Ek Dil Jude gaya hai Saansein jud Gayi, Vah bol raha hai bolata ja raha hai. Lahar chal rahi hai Awaaz a rahi hai, Uski Aankhen Nahin vah bol rah...