Posts

Man karta hai

Man karta hai tum Krishna bano air mai ban jati hu rsdha.             Tum mormukut pahno sar par aur mai matki lekar yamuna jau             Tum vansuri lekar apne karkamlo me baitho Adam ki Dali              Mai baithu madam ke niche aur sunu murli ki tan nirale.              Man karta hai tum gwa charane niklo vanmandal me hath me lekar makhan roti.             Mai bhi niklu sang aakhen ke us van mandala me khelen ham dono aankh micholi .               Dhire-dhire samay ye nikale aa jaye fir rang-birangi hori               Ham sab milkar khele kanha sang ye hoti rang .e rang do kanha mujhko tum chori chori.   
Apni Aankhon Ke Raste unhen apni Palkon Mein Bitha kar Jab unhen Apne Dil Mein Utar liya to aise Mein boh Mujhe chhodkar Jane ki Kahate Hain.           Jab maine unhen apne dil ke Raste apni Jindagi Mein utaar liya hai To Aise Mein Mujhe BohJaane Ki Kahate Hain.         Maine unhen Apnee Jindagi ke Raste Jab unhen Apna Jivan hi man Liya Hai tab Aise me boh Mujhe Jaane Ki Kahate Hain.             Unhen chhodane ke bad Khuda Jaane Mein jeevit rahun bhi ya na rahun yah sab Jaan Kar Bhi vah Mujhe Jaane Ki Kahate Hain.            Main rahun na rahun Mere jaane ke bad Khuda unhen Salamat Rakhe Aise duaon ke sath mein Unki Jindagi Se Nikal Raha Hun vah samajh rahe hain main ja .raha hun .Fir Bhi vah Mujhe Jaane Ki Kahate Hain.
Main unhen Apni Palkon Mein Band Karke Apne Aankhon Ke Raste Jab Dil mein utaar liya hai tab vo Mujhe chhodkar Jane ki Kahate Hain.            Main unhen Aankhon Ke Raste Dil Mein Utar Kar Jab apni Jindagi Mein utaar liya hai To vah Mujhe chhodkar Jaane ko Kahate Hain.            Maine unhen Apni Jindagi ke Raste Jab apni Jindagi hi banaa liya hai To Aise Mein Wo Mujhe chhodkar Jaane ko Kahate Hain.            Bahut Manaya maine unhen. Aise Mein Bhi vah Mujhe chhodkar Jaane Kyon Kahate Hain.
Champa ne chameli se Kaha, Mai fool  hu aur tum kali ho . Kyo na milkar ham dono ab, Kai fool ki janni ko janm den.   Chameli ne kaha fool se kabhi, Na -na re champa mere parey hat. Ja tu kahi kisi aur fool ke pas ja, Mere pas tu kabhi na bana. Champa bola !ari. ''O''nadan kali  Tu itna kyo akd dikhati hai ? Tu nhi to aur fool hi sahi kintu, Tu kyo mere aas-paas mandrati hai. Sunte hi champa ki bat ko kali . Hole se champa ke najdik chali aai .boli! Sun champa kabhi dekha tune Kya koi kali bhavre ke pas khud aai. 

Ham chal diye

Ham chal diye the unke sath , Jinhe ham jante bhi nhi the. Maza toh tab aaya mujhe jab, boh bhi mere sath chal diye

Palali nazar

Unse Pahli Najar Mein Hamen Pyar Kya Hua? pata na chala. Pata hame tab chala jab vah, Hame chhod nikal liye 

Pyar dowara bhi ho sakta hai

Kyon kahta hai ki bataiye, Pyar dowara nhi ho sakta. Pasand badalti hai jab-jab Pyar ko badalna hi pasta hai